Chori Chori in colour - Panchhi Banoo Udti Phiroon Song, Nargis, Lata Mangeshkar


� � 
LIVE � �  � � 


Panchhi banu udti phiroon mast gagan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Panchhi banu udti phiroon mast gagan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Hillori hillori Hillori hillori Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho O mere jeewan mein chamka savera O mita dil se woh gham ka andhera O hari kheton mein gaaye koi lehraa O yahaan dil par kisi ka na bairaa Rang bahaaron ne bhara mere jeewan mein Rang bahaaron ne bhara mere jeewan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Panchhi banu udti phiroon mast gagan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Aa aa aa aa aa aa aa aa Aa ha aa ha aa Ho dil yeh chaahe bahaaron se khelun O gori nadiya ki dhaaron se khelun O chaand suraj sitaaron se khelun O apni baahon mein aakash le loon Badhti chaloon gaati chaloon apni lagan mein Badhti chaloon gaati chaloon apni lagan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Panchhi banu udti phiroon mast gagan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Hillori hillori Hillori hillori Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho O main to odhungi baadal ka aanchal O main to pehnungi bijli ki paayal O chhin lungi ghataao se kaajal O mera jeewan hai nadiya ki hulchul Dil se mere lehren uthe thandi pawan mein Dil se mere lehren uthe thandi pawan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Panchhi banu udti phiroon mast gagan mein Aaj main aazaad hoon duniya ki chaman mein Panchhi banu udti phiroon mast gagan mein Aaj main aazaad hu duniya ki chaman mein

All Devices iOS Android Chromecast